Disclaimer: This is a user generated content submitted by a member of the WriteUpCafe Community. The views and writings here reflect that of the author and not of WriteUpCafe. If you have any complaints regarding this post kindly report it to us.

Silent Migraine In Urdu ?
Silent Migraine Dard Shaqiqa Ki Aik Aisi Qisam Hai Jis Mein Mareez Par Darde Shaqiqa Ki Tamam Alamaat To Zahir Hoti Hain Lekin Mareez Ke Sir Ke Kisi Hissa Mein Dard Nahi Hota .
Yani Yeh Aisa Dard Shaqiqa Hai Jis Mein Mareez Ke Sir Mein Dard Nahi Hota Lekin Mareez Par Dard Shaqiqa Ki Tamam Alamat Zahir Hoti Hain .
Aksar Log Silent Migraine Ko Mamooli Samajh Kar Nazar Andaz Kar Dete Hain
Jabkay Yeh Mareez Ke Liye Bhayanak Nuqsaan Ki Wajah Ban Sakta Hai .
Silent Migraine Ke Nuqsanaat Mein Falij Aur Dimag Ki Sharianon Ka Phat Jana Shaamil Hai Is Post mein Silent Migraine ki Alamat , Wajuhat Aur Is Ka Rohani ilaj Aap Se Share Kyea gyia Hai .