Disclaimer: This is a user generated content submitted by a member of the WriteUpCafe Community. The views and writings here reflect that of the author and not of WriteUpCafe. If you have any complaints regarding this post kindly report it to us.
Bachon Ki Nazar Utarne Ki Dua ?
Sirf 5 Mintus Me Bachon Ki Nazar Bad Kis Tarha Utari Ja Sakti Hai Ye Tafseel Ap Ko Iss Post Me Hasil Ho Ghe . Yad Rahay K Bachon Ko Paidaish Se 16 Saal Ki Age Tak Nazar Bad Se Bach Kar Rehna Be Had Zarori Hai . Aur Ju Waldain Iss Baat Ko Nazr Andaz Kar Detay Hain Inn K Bacho Ko Future Mein Nakami , Bimari Aur Gurbat Ka Hameesha Samna Rehta Hai . Nazre Bad Chotay Bachon Par Fori Asar Andaz Ho Jati Hai Iss K Ilawa Chotay Bachon Ko Jinnat Ki Nazr Bhe Bohat Jaldi Lagh Jati Hai . Hadees Mein Nazre Bad Se Bachne K Liye Bohat Se Duaon Ka Zikar Hai .Lahaza Iss Post Mein Bachon Ki Nazar Utarne Ki Dua Ki Mokammal Detail Aap Se Share Ke gye Hai . Iss K Ilawa Bachon Ki Nazar Utarne Ki Dua , Bachon Ki Nazar Utarne Ki Dua K Hawalay Se Hadees , Bachon Ki Nazar Utarne Ki Dua Ka Wazifa Aur Nazre Bad K Hawalay Se Chand Aysi Batain Aap Ko Maloom Hon Ghe Jen K Baray Mein Har Waladain Ka Jaanna Zaroori Hai . Agr Koe Bhai Ya Behan Apne Bachon Ya Kisi K Bachon K Nazar Utarna Chahaty Hain Tu Wo Iss Post Ko End Tak Read Krain .