aulaad e narina k paida hone ke khawaish rakhnay wali behane isha ke namaz k baad surah An'am ke ayat 75 ke 111 bar Bhut aqeedat aur pury yakeen k sath talawat Karen aur bety ke wish ko apne zehan mein rakhyn. ye wazifa ap ne 21 din Tak pregnancy k phly ya dusry month mein karna hai aur Allah se Khas dua Karni hai. In sha Allah es wazifa ke barkat se ap ko Allah ke bargha se beta ata ho jay ga .
aulad e narina hone k liye hum ne apni site naade ali par ek ba Kamal amal batya hua hai . jis ka link end mein mujood hai.
Insha Allah beta hi paida hoga
beta hone se related wazaif ko hasil karne k liye site Naade Ali aur youtube channel Nad e Ali ko zaroor visit Karen.
Sign in to leave a comment.