Disclaimer: This is a user generated content submitted by a member of the WriteUpCafe Community. The views and writings here reflect that of the author and not of WriteUpCafe. If you have any complaints regarding this post kindly report it to us.

Frontal Migraine In Urdu ?
Frontal Migraine Peshani k Samnay Walay Hisa mein Hone Wala Dard Shaqiqa Hai Aur Dard Shaqiqa Sar K Kisi Bhi Hissay Mein Ho Sakta Hai Lekin Aam Tor Par Dard Shaqiqa Mareez Ki Peshani K Samnay Walay Hissay Mein Hota Hai. Is Dard Shaqiqa Ko Frontal Migraine Kaha Jata Hai .Es Post Mein Hum Ne Sar K Aglay Hissay Mein Honay Walay Dard Shaqiqa Ki Pehchan, Wajohaat Aur Is Dard Ko Control Karne Ka Sahih Tareeqa Aap Se Share Kiya Hai. Agar Kisi Fard Ki Peshani Kay Samnay Walay Hissay Mein Dard Ho Raha Ho To Zaroori Nahi K Woh Dard Shaqiqa Ka Shikaar Hai .