Rishta pakka hone ka wazifa
Spirituality

Rishta pakka hone ka wazifa

danish khan
danish khan
1 min read

Rishta pakka hone ka wazifa

Rishta Pakka Karne Ka Wazifa ye hai:

Aap har namaz ke baad 222 martaba “Ya Allaho Ya Lateefu Ya Raheemo” badi pabandi ke sath parhe. Insha Allah, aapka shadi ka rishta bahot jald pakka ho jayega.

Is rishta pakka hone ke wazifa ke kamyabi ke liye aapko pancho waqt ka namazi hona lazmi hai. Aap Allah talah se apne rishte tay hone ki dua kare, beshak wo parvardigaar aapko niraash nahi karega aur aapki shadi bahot jald waha tay ho jayegi jaha aap chahte hai. Ye rishta pakka hone ka wazifa aap love marriage aur arrange marriage dono ke liye istemal kar sakti hai. Sari rukawatein khatam ho jayengi aur aapki shadi bade hi ache se ho jayegi.

Discussion (0 comments)

0 comments

No comments yet. Be the first!